CHECK OUT The New Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Lyrics(Urdu/Hindi) By Syed Abid Ali Chishti 2022. The Latest Urdu Naat Aaj Muhammad Aye Moray Ghar Is Recited By Syed Abid Ali Chishti And The Urdu/Hindi Lyrics Are Written By Syed Abid Ali Chishti.
Song: | Aaj Muhammad Aye Moray Ghar |
Singer: | Syed Abid Ali Chishti |
Starring: | Syed Abid Ali Chishti |
Label: | ARY Qtv |
Rattings: |
Avg Rating 5.00 by 1 User(s) |
Aaj Muhammad aye moray ghar
Salle alaa ki dhoom hai ghar ghar
Ankhon mein maazagh ka surma
Sar par taaj Warafa’na ka
Husne mujassam Allahu akbar
Subh-e-azzal hai Mukhra un ka
Shaam-e-awad hai Zulf ka saya
Unse hua har qalb munawwar
Mehndi lagaon ghar ko sajaon
Main angan mein naachon gaaon
Tann mann waaron Unkey Charan par
Aao sakhio mill kar gayein
Apne Piya ka jashn manayein
Salle ‘alaa ki dhoom hay ghar ghar
Rim jhim barse noor ki barkha
Aaya hai mi’raj ka Dulha
Dharti aur aakaash sa behtar
Dosh pe youn Gesu lehraye
Bheeni bheeni khusboo ayee
Rang-o-nighat saara manzar
Amina Bi ka Raaj Dulara
Kitna anokha kitna pyaara
Chaand uttar aaya hay zameen par
Ban ke shab-e-miraaj mein Dulha
Pohnche jab aflaak pe Aaqa
Naghma tha har eik ki zuban par
Tall jaayegi saari musibat
Aa jaye ga dor-e-rahat
Ab to mujhe dekheinge nazar bhar
Anjum bekass Aap ka mangta
Dijiye bakshish jagg ke Data
Boond hoon main aur Aap samandar
Aaj Muhammad aye moray ghar
Salle ‘alaa ki dhoom hay ghar ghar
आज मुहम्मद ऐ मोरे घर
साले आला की धूम है घर घर
आँखों में मज़ाग का सुरमा
सर पर ताज वारफाना का
हुस्ने मुजस्सम अल्लाहु अकबर
शुभ-ए-अज्जल है मुखरा उन का
शाम-ए-अवाद है जुल्फ का सया
उनसे हुआ हर कल्ब मुनव्वर
मेहंदी लगान घर को सजाओं
मैं आंगन में नाचों गांव
तन मन वारों उन्के चरण पर
आओ सखियो मिल कर गए
अपने पिया का जश्न मनाएं
सल्ले 'आला की धूम है घर घर'
रिम झिम बरसे नूर की बरखा
आया है मिराज का दुल्हन:
धरती और आकाश सा बहतरी
दोश पे युन गेसू लहरे
भीनी भीनी खुशबू आई
रंग-ओ-निघाट सारा मंज़री
अमीना बी का राज दुलारा
कितना अनोखा कितना प्यार
चाँद उत्तर आया है ज़मीन परी
बन के शब-ए-मिराज में दुल्हन
पोन्चे जब अफलाक पे आका
नगमा था हर एक की जुबान परो
लंबा जाएगी सारी मुसीबत
आ जाए गा दोर-ए-रहते
अब तो मुझे देखेंगे नज़र भारी
अंजुम बेकास आप का मांगत:
दिजिये बख्शीश जग के दाता
बूंद हूं मैं और आप समंदरी
आज मुहम्मद ऐ मोरे घर
सल्ले 'आला की धूम है घर घर'