CHECK OUT The New Hindi Song Tu Zaheen Hai Lyrics By Himanshu Jain 2020. The New Hindi Song Produced By Meraki Production and Music Is Given By Umesh Bhardwaj.
Song: | Tu Zaheen Hai |
Singer: | Himanshu Jain |
Music: | Umesh Bhardwaj |
Starring: | Manya Pathak,Akshay Setiya |
Label: | Zee Music Company |
Rattings: |
Avg Rating 5.00 by 2 User(s) |
Teri adayin mujh se kah rahi hai
Teri adayin mujh se kah rahi hai
Tu Zaheen Hai main maheem hu
Tera akash main najneer tu
Asman main ay jameen tu
Awaaj main mera dard tu
Tuta tuta jo dil boly piya piya
lagy na mera dil boly jiya jiya
Dundha tujhy karu rab se ibadat karun
Sufiyana ye ishq mainy kiya kiya
Teri adayin mujh se kah rahi hai
Mery pass tujh ko bula
O jana sun zara ye rut kah rahi hai
Tery ishq mein hu fana
O jana main to tera tha tera tha
Tuny kabhi kyu samjha nahi
mera bhi ishq pehla tha pahla tha
Tu Zaheen Hai main maheem hu
Tera akash main najneer tu
Asman main ay jameen tu
Awaaj main mera dard tu
Tuny kabhi kyu samjha nahi
Tuta tuta jo dil boly piya piya
lagy na mera dil boly jiya jiya
Dundha tujhy karu rab se ibadat karun
Sufiyana ye ishq mainy kiya kiya